Kapil Ki Angrezi In Comedy Nights ---------------------------------------In Hindi: Main kho gaya hoon tere pyaar mein, ab tum bhi kho jaaoIn English: I’m lost in your love, now you get lost!
Shaadi Ke Baad TV Channel Badaloge?
--------------------------------------------
Ladko, Life mein jo bhi badalna chahte ho, abhi badal lo
Kyunki shaadi ke baad to TV Channel bhi nahin badal paoge
Isko saare traffic police ka salaam !
Arz Kiya hai…
Na jeene ki arzoo, na marne ka khauf
Na jeene ki arzoo, na marne ka khauf
The number you are dialing is currently switched off!
Gutthi
——-
Arz thoka hai..
Tum kya keemat lagaoge is bazaar mein meri wafa ki,
Tum kya keemat lagaoge is bazaar mein meri wafa ki,
Jidhar dekho bazaar mein 50% off chal raha hai!!
Kapil
——
Rishton ke bazaar mein mohabbat ki daulat na baantna,
Rishton ke bazaar mein mohabbat ki daulat na baantna,
Basanti in kutton ke samne mat nachana..!!
Gutthi
——-
Teri chahat mein na bujhne diya, pyar ka diya..
Teri chahat mein na bujhne diya, pyar ka diya..
Piya, piya o piya piya
Piya , piya oh piya
Kapil
——
Kuch bhi karle eh haseena
Kuch bhi karle eh haseena
Nahi lagega tera chance,
One, two, three , four
Lungi dance, lungi dance
Gutthi to Sidhu
—————–
Paaji.. Gutthi aa gayi aapki,
nahi yeh apne baap ki,
Lekin yeh hai aapki.. Paaji..
Kaindi po
Kaindi pee
Kaindi poo
Incredible People: TV ka Remote zor zor se dabayaenge, Use thokenge, Par usme nayi batteries nahin lagayenge!